Top 150+ Waqt Shayari in Hindi 2025
Waqt Shayari एक ऐसा एहसास है जो हर दिल को छू जाता है। समय (वक्त) का महत्व हम सभी के जीवन में अनमोल है, और शायरी के माध्यम से इसे बयां करना एक खूबसूरत तरीका है।
चाहे ज़िंदगी में मुश्किल दौर हो, रिश्तों में दरार हो, या बुरे वक्त ने दिल को तोड़ा हो, Waqt Shayari हमें सुकून देती है और सोचने पर मजबूर करती है। आज हम आपके लिए Waqt पर आधारित कुछ बेहतरीन Shayari लेकर आए हैं।
Waqt Shayari
ज़रा सा वक़्त जो बदला तो हम पे हँसने लगे
हमारे काँधे पे सर रख के रोने वाले लोग
Zara sa waqt jo badla to hum pe hansne lage
Hamare kandhe pe sar rakh ke rone wale log
वो वक्त भी बहुत खास होता है,
जब सर पर माता-पिता का हाथ होता है।
Woh waqt bhi bahut khaas hota hai,
Jab sar par maata-pita ka haath hota hai.
वक्त की चिंता कुछ चुनिंदा लोग ही करते हैं
निंदा करने वाले वक्त की कीमत नहीं जानते
Waqt ki chinta kuch chuninda log hi karte hain,
Ninda karne wale waqt ki keemat nahi jaante
वो जो बदलने का बहुत शौक रखते थे,
आखिरी वक्त न कह पाये कफ़न ठीक नहीं !
Wo jo badalne ka bahut shauk rakhte the,
Aakhri waqt na keh paaye kafan theek nahi!
लगता था ज़िन्दगी बदलने में वक़्त लगेगा पर
कहाँ पता था बदलता हुआ वक़्त ज़िन्दगी बदल देगा !!
Lagta tha zindagi badalne mein waqt lagega,
Par kahan pata tha badalta hua waqt zindagi badal dega!!
Zindagi Waqt Shayari
वो जो कपडे बदलने का शौक रखते थे
आखिरी वक्त न कह पाये कफ़न ठीक नही !!
Wo jo kapde badalne ka shauk rakhte the,
Aakhiri waqt na keh paaye kafan theek nahi!!
कैसे मानूँ कि ज़माने की ख़बर रखती है
गर्दिश-ए-वक़्त तो बस मुझ पे नज़र रखती है
Kaise maanun ki zamaane ki khabar rakhti hai
Gardish-e-waqt to bas mujh pe nazar rakhti hai
मुझे अपना समय दिखाने के लिए धन्यवाद
समय आपको अपना समय दिखाएगा !
Mujhe apna samay dikhane ke liye dhanyavaad,
Samay aapko apna samay dikhayega!
बादलों की ओट से किसी दिन
तो सूरज निकलेगा जरूर
सफर जारी रख जिंदगी का
एक दिन तो वक्त बदलेगा जरूर !!
Badalon ki oat se kisi din
To suraj niklega zaroor
Safar jaari rakh zindagi ka
Ek din to waqt badlega zaroor !!
सुब्ह होती है शाम होती है
उम्र यूँही तमाम होती है
Subah hoti hai shaam hoti hai
Umr yunhi tamaam hoti hai
Bura Waqt Shayari
ऐ बुरे वक्त, जरा अदब से पेश आ,
वक्त नहीं लगता वक्त बदलने में !
Ae bure waqt, zara adab se pesh aa,
Waqt nahi lagta waqt badalne mein!
ए वक्त जरा संभल के चल कुछ बुरे
लोगो का कहना है कि तू सबसे बुरा है !!
Ae waqt zara sambhal ke chal kuch bure
Logon ka kehna hai ki tu sabse bura hai !!
ना तो तुम बुरे हो सनम, ना ही हम बुरे है,
कुछ किस्मत बुरी है, कुछ वक़्त बुरा है !
Na to tum bure ho sanam, na hi hum bure hain,
Kuch kismat buri hai, kuch waqt bura hai!
ज़रा सा वक़्त जो बदला तो हम पे हँसने लगे
हमारे काँधे पे सर रख के रोने वाले लो
Zara sa waqt jo badla to hum pe hansne lage
Hamare kandhe pe sar rakh ke rone wale log
तुझे वक्त के साथ चलना पड़ेगा
जो बदलेगा रूट तो बदलना पड़ेगा !!
Tujhe waqt ke saath chalna padega,
Jo badlega route to badalna padega!!
Rishte Waqt Shayari
अभी तो थोड़ा वक्त है, उनको आजमाने दो।
रो-रोकर पुकारेंगे वो, हमारा वक्त तो आने दो
Abhi to thoda waqt hai, unko aazmane do.
Ro-rokar pukaarenge wo, hamara waqt to aane do.
मुझे तो तोहफों में अपनों का वक्त पसंद है,
पर आजकल इतने महंगे तोफे देता कौन है।
Mujhe to tohfon mein apnon ka waqt pasand hai,
Par aajkal itne mehnge tohfe deta kaun hai.
वक्त बदलने से उतनी तकलीफ नहीं होती,
जितनी किसी अपने के बदल जाने से होती है।
Waqt badalne se utni takleef nahi hoti,
Jitni kisi apne ke badal jaane se hoti hai.
मुझे तो तोहफों मैं अपनो का वक़्त पसंद है
पर आज कल इतने महंगे तोफे देता कौन है !!
Mujhe to tohfon mein apno ka waqt pasand hai,
Par aaj kal itne mahnge tofhe deta kaun hai!!
Waqt Shayari in Hindi
कभी खिलाफ़ तो कभी साथ होता है,
इंसान की बर्बादी में वक़्त का भी हाथ होता है !!
Kabhi khilaf toh kabhi saath hota hai,
Insaan ki barbadi mein waqt ka bhi haath hota hai.
तुम्हारा किया तुम्हे ही बतलाता है
समय आइना जरूर दिखलाता है
Tumhara kiya tumhe hi batlata hai
Samay aaina zaroor dikhlata hai !!
वक्त दिखाई नहीं देता है,
पर बहुत कुछ दिखा जाता है !
Waqt dikhai nahi deta hai,
Par bahut kuch dikhajaata hai!
Dard Rishte Waqt Shayari
वक्त वक्त पर उन्हें याद करके मेरा वक्त गुजर गया
साथ निभाने का वादा करके वो मुकर गया !!
Waqt waqt par unhe yaad karke mera waqt guzar gaya,
Saath nibhaane ka wada karke wo mukar gaya!!
वक्त वक्त पर उन्हें याद करके मेरा वक्त गुजर गया
साथ निभाने का वादा करके वो मुकर गया !!
Waqt waqt par unhe yaad karke mera waqt guzar gaya,
Saath nibhaane ka wada karke wo mukar gaya!!
बुरे वक्त में जो साथ दे वही होते हैं अपने
यू बीच राहों में जो साथ छोड़ दे वो नहीं होते हैं अपने !
Bure waqt mein jo saath de wahi hote hain apne,
Yun beech raahon mein jo saath chhod de wo nahi hote hain apne!
वक्त नहीं लगता दिल को दिल तक आने में
पर सादिया लग जाती है एक रिश्ता भूलने में !!
Waqt nahi lagta dil ko dil tak aane mein,
Par saadiya lag jaati hain ek rishta bhoolne mein!!
Waqt Shayari in English
Ye waqt noor ko benoor kar deta hai
Chhote se zakhm ko naasoor kar deta hai.
Kabhi Khilaaf to Kabhi Saath Hota Hai
Insan Ki Barbadi Mein Waqt Ka Bhi Hath Hota Hai.
Kisee Ke Sapane Kisee Ka Pyaar Poora Na Ho,
Insaan Ka Vaqt Itana Bhee Bura Na Ho.
Siyah raat nahi leti naam dhalne ka
Yahi to waqt hai sooraj tire nikalne ka
Woh waqt si thi jo guzar gayi
Aur main yaadon sa tha jo thahar gaya!
Status Waqt Shayari
वक़्त ने भी हमारा अजीब शिकार किया है
कुछ भी नहीं छोड़ा, हर तरफ से वार किया है !!
Waqt ne bhi hamara ajeeb shikar kiya hai,
Kuch bhi nahi chhoda, har taraf se vaar kiya hai!!
वक़्त ने भी हमारा अजीब शिकार किया है
कुछ भी नहीं छोड़ा, हर तरफ से वार किया है !!
Waqt ne bhi hamara ajeeb shikar kiya hai
Kuch bhi nahin chhoda, har taraf se waar kiya hai !!
कभी वक्त मिला तो जुल्फें तेरी सुलझा दूंगा
आज उलझा हूं जरा वक्त को सुलझाने में !!
Kabhi waqt mila to zulfen teri suljha doonga
Aaj uljha hoon zara waqt ko suljhane mein !!
कभी वक्त मिला तो जुल्फें तेरी सुलझा दूंगा
आज उलझा हूं जरा वक्त को सुलझाने में !!
Kabhi waqt mila to zulfain teri suljha dunga,
Aaj uljha hoon zara waqt ko suljhane mein!!
Sad Bura Waqt Shayari
वक़्त रेहता नहीं कहीं टिक कर
आदत इसकी भी आदमी सी है |
Waqt rehta nahi kahin tik kar
Aadat iski bhi aadmi si hai!
वक़्त का बोझ तब बढ़ जाता है,
जब इंतज़ार किसी का सिद्दत से होता है !!
Waqt ka bojh tab badh jaata hai,
Jab intezaar kisi ka siddiqat se hota hai.
वक्त रहते अगर बात हो जाती,
तो शायद बात ज्यादा नहीं बिगड़ पाती !
Waqt rahte agar baat ho jaati,
To shayad baat zyada nahi bigad paati!
साल के आख़िरी दिन उसने दिया वक़्त हमें
अब तो ये साल कई साल नहीं गुज़रेगा
Saal ke aakhiri din usne diya waqt hume
Ab to ye saal kai saal nahi guzrega
Love Waqt Shayari
किसी के सपने किसी का प्यार पूरा न हो,
इंसान का वक़्त इतना भी बुरा न हो !!
Kisi ke sapne kisi ka pyaar poora na ho,
Insaan ka waqt itna bhi bura na ho.
कुछ इस कदर खोये हैं तेरे ख्यालो में
कोई वक्त भी पूछता है तो तेरा नाम बता देते हैं !!
Kuch is kadar khoye hain tere khayalon mein
Koi waqt bhi puchhta hai to tera naam bata dete hain !!
शोरिश-ए-वक़्त हुई वक़्त की रफ़्तार में गुम
दिन गुज़रते हैं तिरे ख़्वाब के आसार में गुम
Shoresh-e-waqt hui waqt ki raftaar mein gum
Din guzarte hain tire khwab ke aasaar mein gum
Mushkil Waqt Shayari
वक़्त पड़ा तो हमसे अपने ही मुँह मोड़ गए
इस जहां में हम कितना अकेले हो गए
Waqt pada to humse apne hi munh mod gaye
Is jahan mein hum kitna akele ho gaye
अभी तो थोडा वक्त हैं, उनको आजमाने दो
रो-रोकर पुकारेंगे हमें, हमारा वक्त तो आने दो !
Abhi to thoda waqt hai, unko azmaane do,
Ro-rokar pukarenge humein, humara waqt to aane do!
कौन कहता है कि वक्त बहुत तेज गुजरता है।
कभी किसी का इंतजार करके तो देखो।।
Kaun kehta hai ki waqt bahut tez guzarta hai.
Kabhi kisi ka intezaar karke to dekho.
वक़्त बहुत कुछ छीन लेता है
खैर मेरी तो सिर्फ़ मुस्कुराहट थी !!
Waqt bahut kuch cheen leta hai
Khair meri to sirf muskurahat thi !!
Waqt Shayari Attitude
गुज़र रहा हूँ यहाँ से भी गुज़र जाउँगा
मैं वक़्त हूँ कहीं ठहरा तो मर जाउँगा
Guzar raha hoon yahaan se bhi guzar jaunga
Main waqt hoon kahin thahra to mar jaunga
वक़्त बहुत कुछ छीन लेता है
खैर मेरी तो सिर्फ़ मुस्कुराहट थी !!
Waqt bahut kuch cheen leta hai
Khair meri to sirf muskurahat thi !!
वक़्त का पत्थर भारी होता जाता है
हम मिट्टी की सूरत देते जाते हैं
Waqt ka patthar bhaari hota jaata hai
Hum mitti ki soorat dete jaate hain
वक़्त बहुत कुछ छीन लेता है
खैर मेरी तो सिर्फ़ मुस्कुराहट थी !!
Waqt bahut kuch cheen leta hai,
Khair meri to sirf muskurahat thi!!
Waqt Sad Shayari
सदा ऐश दौराँ दिखाता नहीं
गया वक़्त फिर हाथ आता नहीं
Sadaa aish dauran dikhata nahi
Gaya waqt phir haath aata nahi
जनम दिन पर घड़ी दी थी उन्होंने
हमें उम्मीद थी वो वक़्त देंगे
Janam din par ghadi di thi unhone
Humein ummeed thi wo waqt denge
इक साल गया इक साल नया है आने को
पर वक़्त का अब भी होश नहीं दीवाने को
Ik saal gaya ik saal naya hai aane ko
Par waqt ka ab bhi hosh nahi deewane ko
वक़्त की वहशी हवा क्या क्या उड़ा कर ले गई
ये भी क्या कम है कि कुछ उस की कमी मौजूद है
Waqt ki wahshi hawa kya kya uda kar le gayi
Ye bhi kya kam hai ki kuch uski kami maujood hai
Frequently Asked Questions
Conclusion
Waqt Shayari सिर्फ शब्द नहीं, बल्कि हमारे अनुभवों का आईना है। यह हमें सिखाती है कि वक्त की अहमियत समझें और हर पल को जीएं।
अगर आपको यह शायरी पसंद आई हो, तो इसे अपने दोस्तों के साथ शेयर करें और हमें बताएं कि किस शायरी ने आपके दिल को सबसे ज्यादा छुआ।